mari ankhoon main tara sapna saja hai
haan maray dil main tara aks basa hai
ais tara maray dil kay pass ho tum
jis tara pass hai sharugh kay khuda rahta
tuj ko soocha hai tu tujhe ko soocha hai
taray sawa kissi oor ko soocha he nahi
mari raatay tari yaadion say saji hooi hain
mari sansoon main tum basay ho
tum ko maloom bhe shaid yah ho na ho
eh khuda aj yeh faisla kar de
isse mera mujhe is ka kar de
bohat dukh saahey hain maine zindagi mai
koi khushi ab mera muqadar kar de
nahi naseeb mai agar is ka milna
khatam kardey yeh zindagi mujhe fana kar de
INTEHA !!!!!
aaj tuk tumhein dekha nahi
phir bhi dil ne chaha hai
aaj tuk tumhein mana nahi
phir bhi dil ne apna jana hai
aaj tuk tumhein jana nahi
phir bhi dil ne yaqin kiya hai
aaj tuk tumhein paya nahi
phir bhi dil ne hasil kiya hai
aaj tuk tumhein choa nahi
phir bhi dil ne mehsoos kiya hai
ye inteha nahi tu aur kiya hai
ke dil ne tum per bharoosa kiya hai
tumhein apna mana hai !!!!!